Thursday, January 11, 2007

Wo jo ki door door se hamein jalaate rahe..Unhi ki yaad mein ham khud ko mitaate rahe..kaash ki wo bagaawat kar de iis bedard jamaane se..Iisee dua se haath khudaa ke saamane uthaate rahe..Hai hamein aaj bhi pyaar unse,magar ye kaise kahoon..Kyonki har modd par we hamko nafrat dikhaate rahe..Uunke yaadon ke diye mujhse bujhaaye na gaye..Yaad utnaa hi aaye wo,jitnaa ham uunhe bhulaate rahe


Bhool to jaata tumhe,magar bhulaaya nahin hai...Hamne waadon se apna,daaman chuddayaa nahin hai...Juda to ho gaye ham magar,milne ki tamanna baki hai..Isseliye to kisi aur se, mene Dil lagaaya nahin hai..


Zindagi ki raahon mein bahut se yaar milenge,Hum kya humse bhi achhe hazaar milenge,In achhon ki bheed mein humein naa bhula dena,Hum kahan aapko baar baar milenge.luti wafaon ka ab aitbar mat kernagae dinon ka kabhi intizar mat kernamohabaton ka junun tum ko tor dale gamohabaton k samander ko par mat kernayeh khuwab ankhon ko ik din jala k rakh dain gekabhi bhi sapnon ki dehleez par mat kernasukhon ka khoon na kerna tum apne hathon se kabhi bhi piyar ka khud ko shakar mat kernayeh ishq laakh chupao kabhi nahi chuptasafer k shok main paon figar mat kerna


Pyaar ka koi bhed na jaane jaane kaise hota hai.Humne tumko apna mana jaane kaise hota hai.Ehsaas tumhara hardam rehnajaane kaise hota hai.Bin bole sab kuch keh jaanajaane kaise hota hai.Rooh mein sama ke aankho mein aanajaine kaise hota hai.Is pyaar ka koi mol na jaanejaane kaise hota hai.


Aansu jo beh rahey hein inhein behney doYeh keh rahey hein dil ki baat, kehney doBuhat bawafa ho tum, yeh ham ko hai maloomTum apni wafa ki baat, apney tak hi rehney do!Mila to kia mila tumhein chahney kay baadBas dukh hi seh rahein hein, hamein sehney doTum ney to keh dala sab haal-e-dil apnaAb mujh ko apni daastaan bhi kehney doMar gaye auroon kay liye ham Sanaam~Tum apni khatir ham ko Zinda rehney do


jo rehtay hain sada dil mein unhain dhoonda nahi kertayjo ruch jain rag o pay mein unhain socha nahi kertay...baharon kay ghanay saye mein tulkhi bhi, chubhan bhi haigamon ki dhoop ka tum say mager shikva nahi kertay...nahi aatay kabhi bhi laot ker guzray huay maosambarastay badlon ki aas mein trsa nahi kertay...tajasus aur berhta hai machal jatay hain sun ker humachanak piyar ki baton ka rukh mora nahi kertay...teri nazer e inayat say huay jatay hain jo ghayalunhain qatil nigahoon say kabhi dekha nahi kertay...


Mujhey lagta hai aisa kabhi kabhiJaisy woh ajnabi larkiMujh se pyar karti hai Mujhey chahti haiAkser yunhi chup chup ker Dekhti hai,janey kiya sooch ker Nazrein chura jati haiKuch ghabra si jati haiApney aanchal ko hawaoon k zoor per lehrati haiMehsoos mujhey yeh hota hai kShayad mujhey woh bohat chahti haiMujhey aisa ehsas dilati haijesay Woh mujh sey kuch kehna chahti haimeray pochnay per kuch sharma si jati haiKuch ghabra si jati hai"Suniyey" keh kar bhaag jati haiAjnabi larki shayad pyaar karti hai mujh seyAesa mehsoos hota hai janey kiyon mujheyDil bhi kitna pagal hai Kiya kiya sochta rehta haiKuch masoom se jazbey hainKuch undekhey sapney hainMager woh nahin janti shayad...!!! Woh Meri Zindagi Hai......





Dil tutna saza hai mohabat ki. Dil jodna ada hai DOSTI ki.Mange jo kurbani wo mohabat hai. Jo bin mange ho jaye kurban wo hai wafa DOSTI ki.




Falak k tir ka kya nishanaTha; Idhar meraGhar udharUska ashiyanaTha, pahuchRahi thi kinarePe kashti E-umid;kyaUsi waqt is toofan ko aana tha





Dil ko dil se churaya aapne...door hote hue bhi apna banaya aapne...kabhi bhul nahi payenge aapko...kyunki yaad rakhna bi sikhaya aapne






MERE ALFAZO KO JUTH MAT SAMAJNA,YAAD ATI HAI BAHOT JALD MILNE KI DUA KARNA,JEE RAHE HAI TUMHARE NAAM PAR,MAR JAU TO BEWAFA MAT SAMAJNA...






Chand tare chup gaye,mitgaya Andhkar,Dhup sunhari dekh k jag gaya Sansar,Din aapka guzre Acha karte Dua hazar,bhej rahe hain apko SUBAH ka NAMASKAR..





Ek pal ke liye mujhe door jaane do, Tere pyar ke nashe me doob jaane do, Kaabil na raha ab main tere pyar ka, Woh ek sapna hi tha.... Ab toot jaane do.........,





Sadiya gujar gayi hathon ko milaye hue,muddate ho gayi nazron ko milaye hue,din-raat nikal gaye yadon me khoye hue, E yAAr ab kab saamne aaoge MUSKURATE hue...





Jo apko ehsas ho dosti ka mere,
kuch apne dil me hame jagah dena.
Mil jaye hame phir jannat bhi,
sanson me aise basa lena.





Taare aasman me chamakte hai ,baadal dur hai phir bhi baraste hai,hum bhi kitne naadan hai,aap dil me rehte hai or hum milne ko taraste hai.






Mere pyar ki woh hadd puchte hai.. Dil mei kitni jagah hai ye poochte hai..chahte hai hum unhi ko kyu itna.. iski bhi woh wajah poochte hai.




Zaroori toh nahi ke jeene ke liye koi sahara hozaroori toh nahi ke hum jis ke hai woh bhi hamara hokuch kashtiyaa dhoob jaaya karti haizaroori toh nahi ke har kashti ke liye kinara ho


Jee lete hain Koi humein agar kahe bura, dua dekar usse honton ko hum see lete hainDard ho chahe kaisa,zehar yeh chupke se hum pee lete hain

ek woh din tha jab tere nazare mere aankhon se milephir woh din aaya jab mere ankhon se dard ka aansoon baheaaj woh din hai jab mere toote dil se lahoo hi nikalekab woh din aayega jab mere seene se tere dil nikelenge

Ban sahara be-saharo ke liye
ban kinara be-kinaro ke liyejo jeeye apne liye toh kya jeeyejee sakke toh jee hazaro ke liye

Dard ko na dekhiye dard sedard ko bhi dard hota haidard ko bhi zaroorat hai pyar kiaahir pyar mein dard hitoh hamdard hota hai

Iss dil ko kisi ki aahat ki aas rehti hainigaah kokisi soorat ki pyaas rehti haitere bina zindagi mein kami toh nahiphir bhi tere bina zindagi udhaas rehti hai

Wo lamhe humein yaad na rahe toh kya hogatere siva kuch bhi aabaad na rahe toh kya hogaaisi hai yeh dil ki majbooriyaan kaise batauinn saanson mein ab tera naam na rahe toh kya hoga

Zakhm aisa diya ke koi dawa kaam na aaye,,aag aise lagaye ke paani se bhi na bhuj paaye,,Aaj bhi rote hain unhe yaad karke...JISSE HAMARI YAAD KABHI NA AAYE........ ........


Duao ki bheed mein ek dua hamarijis mein maangi hai humne har khushi tumharijab bhi aap muskuraaye dil sesamjho dua kabool hui hamari


Mere dil ki yahi thi khwahish tujhe apna bana sakkudard-e-dil ka haal sunna sakkutum ne kabhi dekha hi nahi meri taraf pyar semauka mila hi nahi ke mein dil ki baat tumhe bata sakku

Judaai ke yeh lamhe kitne ajeeb haitu door ho ke bhi mere kareeb haihum ek ho kar bhi anjaan hai ik dooje seyeh kaise hamare naseeb hai

Teri Qurbat mili ..magar tera Sahara na Milaa..Qareeb puhanch ker bhi Sahil ke Kinara na Mila..Dekhta Raha Gaur se mai hatheli apniiiMagar Mujhay apni Kismat ka Sittara na Mila...


yaado main kabhi aap bhi khoye hoge khuli aankho se kabhi aap bhi soye hogemaana hasna hai aadat ghum chupaane kipar haste haste kabhi aap bhi roye hoge-hassan ali


rooth gaya hai mujhko manane walaab koii nahi hai nakhre uthane walapar jaane kyu sochta hai ye khula darwazashayad rasta bhool gaya hai aane wala


ansoon ko aankhon ki dehleez par laya na karo...Apne dil ki haalat kisi ko bataaya na karo...dunya kisi ka zakham nahi samjte hai...Apne Zakham kisi ko dikhaaya na karo-hassan ali...

Kisi na kisi pe kisi ko aetbaar ho jata hai, ajnabi koi shaks yar ho jata hai, Khubiyon se nahin hoti mohabbat sadaa, khamiyon se bhi aksar pyar ho jata hai.


INSAAN KE KANDHO PE INSAN JA RAHE THE,KAFAN ME LIPTE KUCH ARMAN JA RAHE THE,JINHE MILI BEWAFAI MOHABBAT ME,WAFA KI TALASH ME WO SHAMSHAAN JA RAHE THE..

Kin lafzon mein itni kadvi kasili baat likhoon,Main sach likoon ke apne haalat likhoon,Kaise likhoon main chandni raatein,Jab garam ho ret to kaise main barsat likhoon.


Sabhi nagme saaz mein gaaye nahi jaate,sabhi lowg mehfil mein bulaaye nahi jaate,kuch paas reh kar bhi yaad nahi aate,kuch door reh kar bhi bhoolaye nahi jaate!


Who IK Dost jo pyara sa Lagta Hain,Bahut Pass Hai Dil k Phir bhi Juda Sa Lagta hain,Bahut Dino Se Aaya Nahi Koi Paigam Uska,Shayad Kisi Baat Pe Khafa sa Lagta hain-hassan ali


zindagi to ek khwab hai, woh zindagi kiya jismay khwab nahi hotay, hath ke lakiron ko kismat na samajhna, kismat unke bhi hote hai, zinkay hath nahi hotay.


Ro Chuka Hu Me Itna Mujhe Kya Rulaega Koi,Sun Chuka Hu Me Sab Kuch Mujhe Kya Bataega Koi,Azmana Chahte Ho To Azmake Dekh Lo Mujhe,Main Ek Bujhi Hui Shama Hu Mujhe Kya Bujhaega Koi !!!!!


Jab mujhe chorr ke ek din tu chali jaaye gikasam khuda ki mujhe teri yaad bohat aaye gijab kabhi lage gi towkar tere pathar dil kotab ja kar kahin tu apne kiye pe pachtaaye gi


AshkoN ko humne kayi baar roka, phir bhi na jane kyoN ankheN dhoka de gayi, Bharosa to tha hameiN apne aap par magar, unka zikr aate hi naa jane kyoN palkeN nam ho gayi.


jaane waale chale jaate hain dost......yaadein bhi khaak ho jaati hain.....bas kuchh palon ki baatein hain.....fir to parchhai bhi saath chhod jaati hai...


KABHI HUM BHEEGTE HAIN CHAAHTON KI TEZ BAARISH MEIN........KABHI BARSON NAHI MILTE KISI HALKI SI RANJISH MEIN........ ..BOHUT HAIN ZAKHAM IS DIL MEIN MAGAR EK ZAKHAM AISA HAI......JAL UTHATA HAI RAATON MEIN JO LOTA DETA HAI BAARISH MEIN......

Jis shaam mere lab per tera naam na aaye...,Khuda kare aisi shaam na aaye...;Aai jaane wafa, ye kabhi mumkin hi nahin...,Afsaana likhnu aur tera naam na aaye..!!!!

Wishwas ban ker log jindgi me ate hai wokhwab banker ankho me sama jate hai wopahle to yakin dilate hai ki wo hamare hain fir jane kuo tanha bana jata hai wo.

Log apna banake chhod dete hain,Rishta gairo se jod lete hain,Hum to ek Phool bhi na tod sake,Log to dil bhi tod dete hain,

Ankho Me Mehfooz Rakhna Sitaro KoAab Dur Talak Sirf Raat HogiMusafir Tum Bhi Ho Musafir Hum Bhi HaiKisi Na Kisi Mod Par Fir Mulakat Hogi..


Silsila pyar ka na khatam hua,,juda hokar bhi ishq na kam hua,,Vaada jinse kiye humse,,Woh dard dekar,,Bewafa hua......... .

Bhari mehfil mein tanha mujhe rehna sikha diya,Tere pyar ne duniya ko jhoothha kehna sikha diya, Kisi dard ya khushi ka ehsaas nahin hai ab to,Sab kucch zindagi mein chup-chaap sehna sikha diya